Hussain the Saviour of Islam
ankhon ke behte pani ko
yazid rok na paya
hamare sar pe
hai
mazloom hussain ka saya
insaniyat ke sat sat
hussain ne islam ko bachaya
ek nayi disha
ek naya rasta dihkaya
jab bhi naam liya
toh abbas alamdar ka
jhanda lehraya
kata hue hathon par
dariya ki maujon ko behlaya
Posted by photographerno1 on 25 Jan 2009 03:20 am
Filed Under: shiasm |
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.
