Alam Abbas

Originally uploaded by firoze shakir photographerno1


ek naya paigham
ek nayi roshni
hamare dil me le aya
abbas ka saya
jo chaha
hamne
hardam paya
mashke sakina
ghame hussain
karbala
ashura
apne sat le aaya
hussainiyat ke nam ka
pharera lahraya
lanat dushmane ahle bayt par
lanat yazid mauwiyah par
yeh waqt ne kahlaya
azadari e hussain
ne hamare ghar ko
sajaya
ek alam abbas ne
hame kya kya dikhlaya
yazidiyat ko kuchalne ke liye
ali ke sher jo aaya

Posted by photographerno1 on 03 Jun 2008 08:32 am
Filed Under: shiasm |